Letras

Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya (ae, maza aa gaya)
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya
O mere rashk-
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya (oh)
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya
Jab nazar se milayi, maza aa gaya
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aagh aisi lagayi, maza aa gaya
Ae, barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aagh aisi lagayi, maza aa gaya
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aagh aisi lagayi (aag aisi lagayi, maza aa gaya)
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aagh aisi lagayi, maza aa gaya
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aagh aisi lagayi, maza aa gaya
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi, kaam hi kar gayi
Aagh aisi lagayi, maza aa gaya
Jaam mein ghol kar husn ki mastiyan
Jaam mein ghol kar husn ki mastiyan
Chaandni muskuraayi, maza aa gaya
Chaandni muskuraayi, maza aa gaya
Chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Tu ne aisi pilaayi, maza aa gaya
Ae, chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Tu ne aisi pilaayi, maza aa gaya
Chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Tu ne aisi pilaayi
Chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Tu ne aisi pilaayi, maza aa gaya
Chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Tu ne aisi pilaayi, maza aa gaya
Chaand ke saaye mein, ae mere saaqiya
Tu ne aisi pilaayi, maza aa gaya
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe-
Nasha sheeshe mein angraayi le-
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Bazm-e-rindaan mein saagar khanakne laga
Bazm-e-rindaan mein saagar khanakne laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Bazm-e-rindaan mein saagar khanakne laga
Maikade pe-
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Nasha sheeshe mein angraayi lene laga
Bazm-e-rindaan mein saagar khanakne lage
Bazm-e-rindaan mein saagar khanakne lage
Maikade pe barasne lagin mastiyan
Maikade pe barasne lagin mastiyan
Jab ghata ghir ke chhaayi, maza aa gaya
Maikade pe barasne lagin mastiyan
Jab ghata ghir ke chhaayi, maza aa gaya
Maikade pe barasne lagin mastiyan
Jab ghata ghir ke chhaayi, maza aa gaya
O be-hijaabana woh saamne aa gaye
Be-hijaabana woh saamne aa gaye
Be-hijaaba-
Be-hijaabana woh saamne aa gaye
Aur jawani jawani se takra gayi
Aur jawani jawani se takra gayi
Aankh un ki lari yun meri aankh se
Aankh un ki lari yun meri aankh se
Dekh kar yeh laraayi, maza aa gaya
Aankh un ki lari yun meri aankh se
Dekh kar yeh laraayi, maza aa gaya
Aankh un ki lari yun meri aankh se
Dekh kar yeh laraayi, maza aa gaya
Aankh un ki lari-
Aankh un ki lari yun meri aankh se
Dekh kar yeh laraayi, maza aa gaya
Aankh mein thi haya har mulaaqat par
Aankh mein thi haya har mulaaqat par
Surkh aariz huye wasl ki baat par
Surkh aariz huye wasl ki baat par
Us ne sharma ke mere sawaalat pe
Us ne sharma ke mere sawaalat pe
Aise gardan jhukaayi, maza aa gaya
Us ne sharma ke mere sawaalat pe
Aise gardan jhukaayi, maza aa gaya
Us ne sharma ke mere sawaalat pe
Aise gardan jhukaayi, maza aa gaya
Us ne sharma ke mere sawaalat pe
Aise gardan jhukaayi, maza aa gaya
O, Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Shaikh Sahib ka imaan mit hi gaya
Dekh kar husn-e-saaqi, pighal hi gaya
Dekh kar husn-e-saaqi, pighal hi gaya
Aaj se pehle yeh kitne maghroor the
Aaj se pehle yeh kitne maghroor the
Lut gayi parsayi, maza aa gaya
Aaj se pehle yeh kitne maghroor the
Lut gayi parsayi, maza aa gaya
Ae Fana, shukar hai aaj baad-e-fana
Ae Fana, shukar hai aaj baad-e-fana
Ae Fana, shukar hai aaj baad-e-fana
Ae Fana, shukar-
Ae Fana, shukar hai
Ae Fana, shukar hai
Ae Fana, shukar hai aaj baad-e-fana
Us ne rakh li mere pyaar ki aabroo
Us ne rakh li mere pyaar ki aabroo
Apne haathon se us ne meri qabar par
Apne haathon se us ne meri qabar par
Chadar-e-ghul charhaayi, maza aa gaya
Apne haathon se us ne meri qabar par
Chadar-e-ghul charhaayi, maza aa gaya
Apne haathon se us ne meri qabar par
Chadar-e-ghul charhaayi, maza aa gaya
Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi, maza aa gaya
Written by: Nusrat Fateh Ali Khan
instagramSharePathic_arrow_out