Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Umar Rajput
Umar Rajput
Begleitgesang
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Umar.
Umar.
Songwriter:in
Cptn Shah
Cptn Shah
Songwriter:in
Nameer Bin Asrar
Nameer Bin Asrar
Songwriter:in
Numan Kureshi
Numan Kureshi
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Umar Rajput
Umar Rajput
Produzent:in

Lyrics

No matter what the day is
Me karunga na kaam
Karunga na kaam
Jab tak mile na aram
Aur aram ki he baat to mujh pe he wo haram
Halal he mujh pe mehnat aur kamal mera kaam
Jee numan
Mera naam
Mere sath
Baitha shah
Meri sobat hi taboo
Beta nothing you can do
Me to anjum na fan hum
Me to demon ka fan
Me khanabadosh
Raat ky 4:30 raha mujhay zara na hosh
Iltaja, bewaja, de gayi wo wala dosh
De dagha, bewafa, tere dhoke ka bojh
Me to kahun bhi ab kia
Kuch kehne ke liye nahi
Mujhay rehne de yahin
Usay rehne de wahin
Beshak kehne ko hen kai
Lafz, come see me when i fucked up love
That's the real me
That's the real me
Tere bina me
Mere bina tu
Kabhi hen qareeb
Kabhi hum door
Dono ki khafa
Dono me ghuroor
Bolti anna
Dono me uboor
11:45 bajay me to chikne baitha chars
12:30 bajay me to likhnay baitha verse
Likhat likhte 2:30 bajay nikal gayi raat
Abay baat karte karte baj gaye idhar 5
5:30 bajay me to pee ke baitha bohat high
Beat karu wavy hum to bohat fly
Sath kharay sagay idhar bohat aye, bohat gaye
6:30 bajay saanpo ke jungle smse jani saray
Apnay ghar laut jay
Subha ho gayi raat meri jaan
Meri baat ko maan
Meri baat qalaam
Tu bad ikhlaq to me sar dun phaar
Mene mani nahi har
Bolu bar bar
Ho joun inke aar paar
Bolu 12 bars, kholu 12bor, bhejhe khol
Dekhu khawab 12 cars mere ghar ke bahar
Mera private jet mere ghar pe park
Or me ghar oe baitha splif karu spark
Cptn shah
Tere bina me
Mere bina tu
Kabhi hen qareeb
Kabhi hum door
Dono ki khafa
Dono me ghuroor
Bolti anna
Dono me uboor
Khabar nai he tumhay meri me kahan pe rehta hu
Sahil ky kinare baitha me duain deta hun
Apno sy hi apne ghar me mein begana baitha hun
Me sadgi pasad hun me aajzi me rehta hun
Tujhy kia lagta he is zindagi me ghum nai hen
Jitni ho zyada saanse lagti humko kam hi hen
Na iktadar me he waqat na hi takhat
Deewar tor ky bhi
Milti mujhko subh ni he
Kehta ni hun baatain dil ki
pata he ruth jaogy
Jo de dun gali tum ko
To rishta tod jaogy
Khulasa zindagi ka
Me likh ky hun mitata
Musafir hun me jana
Me ghar ni ponch pata
Mera thikana nai he
Zindagi fasana ni he
Senti nahi krunga
Ye alvidai gana ni he
Ab dobara ana ni he
Free me show bajana ni he
Expensive mera qalla
Koi awara ni he
Tere bin me
Mere bina tu
Kabhi hen qareeb
Kabhi hum door
Dono ki khafa
Dono me guroor
Bolti aana
Dono me uboor
Written by: Cptn Shah, Nameer Bin Asrar, Numan Kureshi, Umar Rajput
instagramSharePathic_arrow_out