Featured In
Top Songs By Kishore Kumar
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Kishore Kumar
Leadgesang
Asha Bhosle
Leadgesang
Ravi
Künstler:in
Shailendra
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Ravi
Komponist:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Mystic Media and More LLP
Produzent:in
Lyrics
Yeh raatein, yeh mausam, nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa

Kahaa do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa

Yeh kya baat hai aaj ki chaandni mein
Yeh kya baat hai aaj ki chaandni mein
Ke hum kho gaye pyaar ki raagini mein
Yeh baahon mein baahein, yeh behki nigaahein
Lo aane lagaa zindagi ka mazaa
Yeh raatein, yeh mausam, nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Sitaaron ki mehfil ne karke ishaara
Sitaaron ki mehfil ne karke ishaara
Kahaa ab toh saara jahaan hai tumhara
Mohabbat jawaan ho, khula aasman ho
Kare koi dil arzoo aur kya
Yeh raatein, yeh mausam, nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe

Rahe saans jab tak yeh bandhan na toote
Tumhe dil diya hai, yeh waada kiya hai
Sanam main tumhaari rahungi sadaa
Yeh raatein, yeh mausam, nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Kahaa do dilon ne, ke milkar kabhi hum na honge judaa
Yeh raatein, yeh mausam, nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Written by: JalRaj, Ravi, Shailendra