Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Jubin Nautiyal
Jubin Nautiyal
Schauspieler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Rochak Kohli
Rochak Kohli
Komponist:in
Amar-Utpal
Amar-Utpal
Komponist:in
Manoj Muntashir
Manoj Muntashir
Texte
Maya Govind
Maya Govind
Texte

Lyrics

Raanjhon se unki heeren bichhadegi kitni baar Ai kaash, ab kisi ko ho naa kisi se pyaar Duniyaa banane waale, tune ye kya kiya? Jo dil diya tha tune, to phir dard kyun diya? Ansu kee tarah ek din Ansu kee tarah ek din too aankhon se guzar ke dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh Hotee hai kya judaae ye? too bhee bichad ke dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh Tere-mere darmiyaan hain, o, kudaaya, farq kithna? Tuje kya pata ki yaaden detee hain dard kithna? Seene pe kab tadap ke rakhaa hai haath tune? Meri tarah kab guzaaree ro-ro ke raat tune? Mere dil ke jaise ek din Mere dil ke jaise ek din tukdon mein bikar ke dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh Toote kithne taareephen, chhute kithne log Kithnon ko leke duba, ye ishq waalaa roga Kithne hee sae tune, jismon se kiye door Kithne dilon ke sheeshen tune kiye hain chur? Ro dengee teri aankhen... Ro dengee teri aankhen, ginti too karke dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh Hotee hai kya judaae ye? too bhee bichad ke dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh O, aasamaan waale, zameen par utar kar dekh
Writer(s): Maya Govind, Amar Haldipur, Utpal Biswas, Manoj Muntashir Shukla, Rochak Kohli Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out