Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Talat Mahmood
Leadgesang
S.D. Burman
Künstler:in
Sahir Ludhianvi
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
S.D. Burman
Komponist:in
Sahir Ludhianvi
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Mystic Media and More LLP
Produzent:in
Lyrics
Jaayein to jaayein kahan?
Jaayein to jaayein kahan?
Jaayein to jaayein kahan?
Samjhega kaun yahan
Dard-bhare dil ki zubaan?
Jaayein to jaayein kahan?
Samjhega kaun yahan
Dard-bhare dil ki zubaan?
Jaayein to jaayein kahan?
Mayusiyon ka majma hai jee mein
Kya reh gaya hai is zindagi mein?
Mayusiyon ka...
Mayusiyon ka majma hai jee mein
Kya reh gaya hai is zindagi mein?
Rooh mein gham, dil mein dhuaan
Jaayein to jaayein kahan?
Samjhega kaun yahan
Dard-bhare dil ki zubaan?
Jaayein to jaayein kahan?
Unka bhi gham hai, apna bhi gham hai
Ab dil ke bachne ki ummeed kam hai
Unka bhi gham hai...
Unka bhi gham hai, apna bhi gham hai
Ab dil ke bachne ki ummeed kam hai
Ek gashti, sau toofaan
Jaayein to jaayein kahan?
Samjhega kaun yahan
Dard-bhare dil ki zubaan?
Jaayein to jaayein kahan?
Written by: S.D. Burman, Sahir Ludhianvi