Lyrics

Ye mausam rangeen samaan
Tera-mera, mera-tera pyaar hai
To phir kaisa sharmaana?
Ye mausam rangeen samaan
Tera-mera, mera-tera pyaar hai
To phir kaisa sharmaana?
Mujko hai inkaar kahaan
Tera-mera, mera-tera pyaar, sanam
Naa ban jae afasaana
Ye chaand, ye sitaare
Kehthe hain mil ke saare, aaja, pyaar karen
Ye chanda bairi dekhe
Aise mein bolo kaise iqaraar karen?
Dil mein hai kuch, kuch kahe zubaan
Tera-mera, mera-tera pyaar hai
To phir kaisa sharmaana?
Ye pyaar kee lambee raahen
Banhon mein daale baahen kaheen door chalem
Baithe hain gheraa daale
Ye zaalim duniyaa waale hamein dekh jalen
Jalataa hai, to jaale jahaan
Tera-mera, mera-tera pyaar hai
To phir kaisa sharmaana?
Mujko hai inkaar kahaan
Tera-mera, mera-tera pyaar, sanam
Naa ban jae afasaana
Ye mausam rangeen samaan
Tera-mera, mera-tera pyaar hai
To phir kaisa sharmaana?
Written by: Gulshan Bawra, Ravi
instagramSharePathic_arrow_out