Top Songs By Lata Mangeshkar
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Lata Mangeshkar
Leadgesang
Mohammed Rafi
Künstler:in
Shakeel Badayuni
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Ghulam Mohammed
Komponist:in
Shakeel Badayuni
Songwriter:in
Lyrics
Duniya mein
Duniya mein
Duniya mein nahi koyi yaar wafadar
Zamana sach kehta hai
Zamana sach kehta hai
Yahan karna kisi se pyaar hai bekaar
Zamana sach kehta hai
Zamana sach kehta hai
Dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar
Zamana sach kehta hai
Zamana sach kehta hai
Milna hai yahan dushwaar dil ko karaar
Zamana sach kehta hai
Zamana sach kehta hai
Kar gaye wo bhi humse kinara
Jinko basaya mann mein
Pyaar ki baazi jeet saka hai
Koyi na is jeevan mein
Koyi na is jeevan mein
Hoti hai yahan har baar dil ki haar
Zamana sach kehta hai
Zamana sach kehta hai
Kismat ne majboor banakar
Chheen liya sukh humse
Kaaya ki is qaid mein aakar
Kaun bacha hai gham se
Kaun bacha hai gham se
Chalte hain yahan par vaar gham ke hazaar
Zamana sach kehta hai
Zamana sach kehta hai
Written by: Ghulam Mohammed, Shakeel Badayuni