Music Video

Jahan Teri Yeh Nazar Hai (Lyrical Video) | Kishore Kumar | Amitabh Bachchan, Parveen Babi | Kaalia
Watch Jahan Teri Yeh Nazar Hai (Lyrical Video) | Kishore Kumar | Amitabh Bachchan, Parveen Babi | Kaalia on YouTube

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Stimme und Gesang
R.D. Burman
R.D. Burman
Stimme und Gesang
Majrooh Sultanpuri
Majrooh Sultanpuri
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
R.D. Burman
R.D. Burman
Komponist:in
Majrooh Sultanpuri
Majrooh Sultanpuri
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Iqbal Singh
Iqbal Singh
Produzent:in

Lyrics

Hey
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi aye kitne
Lambe hain mere haath itne
Dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Are dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Kyon nahi jaani tu ye samajhta
Kaam nahi yeh hai tere baska
Kukru-ku-ku
Kyon nahi jaani tu ye samajhta
Kaam nahi yeh hai tere bas ka
Hosh mein aaja dhyaan kidhar hai
Are hosh mein aaja dhyaan kidhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Are Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Saamne aaye kiska jigar hai
Haan saamne aaye kiska jigar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Chaal ye banda aisi bhi chal jaye
Band ho mutthi are cheez nikal jaye
Gili-gili-gili-chu-chu-chu
Are chaal yeh banda aisi bhi chal jaye
Band ho mutthi are cheez nikal jaye
Yeh bhi karishma dekh idhar hai
Haan yeh bhi karishma dekh idhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi aaye kitne
Lambe hain mere haath itne
Dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Are dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Written by: Majrooh Sultanpuri, R.D. Burman
instagramSharePathic_arrow_out