Lyrics

Om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare
Bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat
Kshan mein door kare, om jai jagadish hare
(om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat)
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)
Jo dhyaavey fal paave, dukh bin se man ka
(swami, dukh bin se man ka)
Sukh-sampatti ghar aave (sukh-sampatti ghar aave)
Ksht mite tan ka (om jai jagadish hare)
Maat-pita tum mere, sharan gahoon main kiski?
(swami, sharan gahoon main kiski?)
Tum bin aur naa dooja (tum bin aur naa dooja)
Aas karoon jiski (om jai jagadish hare)
Tum pooran paramatma, tum antaryami
(swami, tum antaryami)
Parbrahm paremashwar (parbrahm parameshwar)
Tum sabake swami (om jai jagadish hare)
Tum karunaa ke saagar, tum paalan karthaa
(swami, tum paalan karthaa)
Main moorakh khal kaami (main sevak tum swami)
Krupa karo bharta (om jai jagadish hare)
Tum ho ek agochar, sabake praan pati
(swami, sabake praan pati)
Kis vidh miluun dayamay (kis vidh miluun dayamay)
Tum ko main kumati (om jai jagadish hare)
Deen-bandhu dukhaharta, tum rakshak mere
(swami, hum sevak tere)
Apanae haath uthaao (apanee sharan lagaao)
Dwaar padaa tere (om jai jagadish hare)
Vishay-vikaar mitaao, paap haro deva
(swami, paap haro deva)
Shraddha bhakthi badhaao (shraddha bhakthi badhaao)
Santan kee seva (om jai jagadish hare)
Tan, man, dhan, saba kuch hai tera
Saba kuch hai tera (swami, saba kuch hai tera)
Tera tujh ko arpan (tera tujh ko arpan)
Kya laage mera? (om jai jagadish hare)
Om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare
Bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat
Kshan mein door kare, om jai jagadish hare
(om jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, daas janon ke sankat)
(kshan mein door kare, om jai jagadish hare)
Written by: Kavingyar C. Punniya
instagramSharePathic_arrow_out