Music Video

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Shuja Haider
Shuja Haider
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Iqbak Azeem & Qari Waheed Zafar Qasmi
Iqbak Azeem & Qari Waheed Zafar Qasmi
Songwriter:in

Lyrics

Faasalon ko takliff hai hum se agar Hum bhi be bas naheen, be sahaara naheen Khud inhen ko pukaaren ge hum daur se Raste main agar paauun thak jaayen ge Jese hi sabz ganbd nazar aaye gaa Bandagi kaa kareena badal jaaye gaa Sir jhukaane kii fursat miley gi kise Khud hi palakon se sajade tapak jaayen ge Hum madene main tanhaa nakul jaayen ge Or galiyon main kusudan bhatak jaayen ge Hum vahaan jaa ke waapas naheen aain ge Dhoondte dhoondte log thak jaayen ge Naam in kaa jahaan bhi liya jaaye gaa Zikr in kaa jahaan bhi kiya jaaye gaa Noor hi noor seenon main bhar jaaye gaa Sari mahafil main jalwe lapak jaayen ge Aye madene ke zair, khuda ke liye Daastaan safar mujh ko yun math sunaa Dil tadap jaaye gaa, baat badh jaaye gi Meree mohataat aansu chalak jaayen ge In kii chashm karam ko hai is kii khabar Kis musafir ko hai kitna shok safar Hum ko, iqbalؔ, jab bhi izzaazat mili Hum bhi aakaa ke darbar tak jaayen ge Faasalon ko takliff hai hum se agar Hum bhi be bas naheen, be sahaara naheen Khud inhen ko pukaaren ge hum daur se Raste main agar paauun thak jaayen ge
Writer(s): Waheed Qari, Zafar Qasmi, . Osa Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out