Top Songs By Kishore Kumar
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Kishore Kumar
Leadgesang
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Shankar - Jaikishan
Komponist:in
Hasrat Jaipuri
Songwriter:in
Lyrics
Zindagi ek safar hai suhaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Haan, zindagi ek safar hai suhaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Chaand taaron se chalna hai aage
Asmaanon se badna hai aage
Arre, chand taaron se chalna hai aage
Asmaanon se badna hai aage
Peeche reh jaayega yeh zamaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Haan, zindagi ek safar hai suhaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Haste-gaate jahaan se guzar
Duniya ki tu parwaah na kar
Haste-gaate jahaan se guzar
Duniya ki tu parwaah na kar
Muskuraate hue din bitaana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Haan, zindagi ek safar hai suhaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Maut aani hai ayegi ek din
Jaan jaani hai jayegi ek din
Arre, maut aani hai ayegi ek din
Jaan jaani hai jayegi ek din
Aisi baaton se kya ghabraana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Haan, zindagi ek safar hai suhaana
Yahaan kal kya ho kisne jaana
Written by: Hasrat Jaipuri, Shankar - Jaikishan