Top Songs By Mohammed Rafi
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Mohammed Rafi
Stimme und Gesang
Lata Mangeshkar
Stimme und Gesang
M. G. Hashmat
Künstler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
M. G. Hashmat
Songwriter:in
Jugal Kishore- Tilakraj
Komponist:in
PRODUKTION UND TECHNIK
K. K. Arya
Produzent:in
Lyrics
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Agar na milte is jeevan mein
Lete janam dobara
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Agar na milte is jeevan mein
Lete janam dobara
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Jab se ghoome dharti, suraj, chaand, sitaare
Oh
Jab se ghoome dharti, suraj, chaand, sitaare
Tab se meri nigaahein samjhe tere ishaare
Roop badalkar saajan maine phir se tumhe pukara
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Pyaar ke pankh laga ke door kahin udd jaayein
Oh
Pyaar ke pankh laga ke door kahin udd jaayein
Jahan hawaayein ghum ki hum tak pahunch na paayein
Khushiyon ki khushboo se mehke ghar-sansaar humara
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Agar na milte is jeevan mein
Lete janam dobara
Janam-Janam ka saath hai tumhara-humara
Tumhara-humara
Tumhara-humara
Tumhara-humara
Written by: Jugal Kishore, Jugal Kishore- Tilakraj, M. G. Hashmat