Featured In
Top Songs By Mohammed Rafi
Similar Songs
Credits
AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Mohammed Rafi
Leadgesang
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Laxmikant-Pyarelal
Komponist:in
Anand Bakshi
Songwriter:in
Lyrics
Main Jat yamla, pagla, deewana
Main Jat yamla, pagla, deewana
Ho Rabba, itti si baat naa jaana
Ki, ki, ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Main Jat yamla, pagla, deewana
Ho Rabba, itti si baat naa jaana
Ki, ki, ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Ki o menu pyaar kardi hai, haaye, haaye, haaye
Sadde utte wo marti hai
Usne to kaha har baat ko ishaare mein
Deeya bhi jala ke rakha raaton ko chaubaare mein
Usne to kaha har baat ko ishaare mein
Deeya bhi jala ke rakha raaton ko chaubaare mein
Reshmi dupatta phenka ping ke hulaare main
Mele main akele firi bazaar saare main
Kaun sa banaaya naa bahana, bahana, bahana
Main Jat yamla, pagla, deewana
Ho Rabba, itti si baat naa jaana
Ki, ki, ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Aisa nahi hota toh wo aise sharmaati naa
Mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati naa
Aisa nahi hota toh wo aise sharmaati naa
Mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati naa
Zulfon ke ghunghat mein mukhda chhupaati naa
Chhoti si umar mein wo jaan ko lagaati naa
Prem kaa rog purana, purana, purana
Main Jat yamla, pagla, deewana
Ho Rabba, itti si baat naa jaana
Ki, ki, ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Ki o menu pyaar kardi hai
Sadde utte wo marti hai
Main Jat yamla, pagla, deewana
Written by: Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Laxmikant-Pyarelal, Pyarelal Ramprasad Sharma