Music Video

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Leadgesang
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Naushad
Naushad
Komponist:in
Salil Chowdhury
Salil Chowdhury
Komponist:in
Shakeel Badayuni
Shakeel Badayuni
Songwriter:in
PRODUKTION UND TECHNIK
Balasooriya Kankanamalage DPB
Balasooriya Kankanamalage DPB
Produzent:in

Lyrics

Insaan kisee se duniyaan me
Ik baar muhabbat karta hai
Is dard ko lekar jita hai
Is dard ko lekar marta hai
Pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Pyar kiya koi chori nahi ki
Pyaar kiya
Pyar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup aahein bharna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Aaj kahege dil ka fasaana
Jaan bhi lele chahe zamaana
Aaj kahege dil ka fasaana
Jaan bhi lele chahe zamaana
Maut wohi jo duniyaa dekhe
Maut wohi jo duniyaa dekhe
Ghut ghut kar yun marna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Unki tamanna dil me rahegi
Shamma isi mahafil me rahegi
Unki tamanna dil me rahegi
Shamma isi mahafil me rahegi
Ishq me jinaa ishq me marna
Ishq me jinaa ishq me marna
Aur hame ab karna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Pyar kiya to darna kya
Jab pyar kiya to darna kya
Chhup na sakega ishq hamara
Charon taraf hai unka nazaara
(Ah-ah-ah-ah)
(Chhup na sakega ishq hamara)
(Charon taraf hai unka nazaara)
Parda nahi jab koi khuda se
Parda nahi jab koi khuda se
Badon se parda karna kya
Jab pyar kiya to darna kya
(Pyar kiya to darna kya)
(Jab pyar kiya to darna kya)
(Pyar kiya koi chori nahi ki)
(Chhup chhup aahein bharna kya)
(Jab pyar kiya to darna kya)
(Jab pyar kiya to darna kya)
Written by: Naushad, Salil Chowdhury, Shakeel Badayuni
instagramSharePathic_arrow_out