Music Video

001 - Dushman Na Kare - Shiddat-e-Gham - Album # 1 - Duniya Main Kitna Gham Hai
Watch 001 - Dushman Na Kare - Shiddat-e-Gham - Album # 1 - Duniya Main Kitna Gham Hai on YouTube

Featured In

Credits

AUSFÜHRENDE KÜNSTLER:INNEN
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Künstler:in
Amit Kumar
Amit Kumar
Künstler:in
Smita Patil
Smita Patil
Schauspieler:in
Rajesh Khanna
Rajesh Khanna
Schauspieler:in
Tina Ambani
Tina Ambani
Schauspieler:in
KOMPOSITION UND LIEDTEXT
Rajesh Roshan
Rajesh Roshan
Komponist:in
Indeevar
Indeevar
Texte

Lyrics

Dushman naa kare, dost ne vo kaam kiya hai Dushman naa kare, dost ne vo kaam kiya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai Dushman naa kare, dost ne vo kaam kiya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai Tufaan mein hamko chhod ke saahil pe aa gae Tufaan mein hamko chhod ke saahil pe aa gae Saahil pe aa gae Naa-khuda ka... "naa-khuda" ka hamne jinhen naam diya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai Dushman naa kare... Pehle to hosh chin liye zulm-o-sitam se Pehle to hosh chin liye zulm-o-sitam se Zulm-o-sitam se Deewangi ka... Deewangi ka phir hamein ilzaam diya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai Dushman naa kare... Apanae hee giraate hain nasheman pe bijliyaan Apanae hee giraate hain nasheman pe bijliyaan Nasheman pe bijliyaan Gairon ne aake... Gairon ne aake phir bhee use thaam liya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai Dushman naa kare... Ban kar raqeeb baithe hain vo jo habib the Ban kar raqeeb baithe hain vo jo habib the Vo jo habib the Yaaron ne koob... Yaaron ne koob farz ko anjaam diya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai Dushman naa kare, dost ne vo kaam kiya hai Umr-bhar ka gam hamein inaam diya hai
Writer(s): Indeevar Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out