Canciones más populares de Bally Sagoo
Letras
[Verse 1]
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
Ho le liya dil
Ho haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na bahlana
[Verse 2]
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
[Verse 3]
Bahaar banke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaiyen ye din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaiyen ye din kahin isi tamanna mein
[Verse 4]
Tum mere ho ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karke jana
Chura liya
[Verse 5]
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
[Verse 6]
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki dali ko
Lahu jigar ka dunga
Haseen labon ki laali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki dali ko
Lahu jigar ka dunga
Haseen labon ki laali ko
[Verse 7]
Hai wafa kya
Iss jahan mein
Ek din dikhla dunga main deewana
Chura liya
[Verse 8]
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
[Verse 9]
Kiya jo tumne vaada toh ise nibhana tum
Pukaarun jab main tumko toh kahin na jana gum
Kiya jo tumne vaada toh ise nibhana tum
Pukaarun jab main tumko toh kahin na jana gum
[Verse 10]
Tum mere ho ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karke jana
Chura liya
[Verse 11]
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badal ke meri tum zindagani
Kahin badal na jana sanam
Written by: Bally Sagoo